Bihar board ki Matric pariksha mangalwar se shuru hui Hai Pahle Din nakal ke aarop mein 29 छात्रों को निष्कासित kiya Gaya jabki 17 Students ko dusre ki jagah per परीक्षा dete pakda Gaya.
rajya Bhar mein 95 se 97 फीसदी tak परीक्षार्थियों ki उपस्थिति rahi Bihar board dwara pahle din antim pravesh mein 20 minut ki chhut Di gai thi Uske बावजूद bhi परीक्षार्थी pratham Pali mein 8:00 baje hi pahunch gaye maloom Hua ki Bihar board dwara Ek saptah pahle Matric pariksha ke dauran Kendra per antim pravesh ka samay 10 minut Ke badle aadha ghanta kar diya gaya tha board dwara परीक्षार्थियों ke mobile ke alava social media pe bhi iski jankari Di gai thi.
सारण जिले में सबसे ज्यादा निष्कासित हुए छात्र:-
pariksha ke pahle din rajya Bhar mein sabse Jyada nishkaasan Saran jile se 7 परीक्षार्थी ka hua. vahi sabse Jyada 12 फर्जी परीक्षार्थी nalanda jile mein pakde Gaye gaye iske alava Supaul mein 3 rohtas aur jahanabad se एक-एक farji pariksharthi bhi pakde gaye hain Matric pariksha ke liye rajya Bhar mein 1500 Kendra banae gaye hain pahle din donon hi Pali mein ganit vishay ki pariksha hui ismein pratham Pali mein 825121 परीक्षार्थी aur dusre Pali mein 812293 परीक्षार्थियों ने फॉर्म भरा ।
0 Comments